Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jane kyu baar baar baar mera dil mujhe kahe usse mil mujhe kahe usse mil jane kyu baar baar baar mera dil mujhe kahe usse mil mujhe kahe usse mil jane kyu baar baar baar mera dil mujhe kahe usse mil mujhe kahe usse mil jab bhi wo mujhse mila usne sataya mujhe mujhko bura to laga phir bhi wo bhaya mujhe jab bhi wo mujhse mila usne sataya mujhe mujhko bura to laga phir bhi wo bhaya mujhe jane kyu baar baar baar mera dil mujhe kahe usse mil mujhe kahe usse mil mujhko to jo bhi dekhe raahon mein aahen bhare mai kyu kisi pe marun mujhpe zamana mare jane kyu baar baar baar mera dil mujhe kahe usse mil mujhe kahe usse mil usko bhulaun kaise itna bata do mujhe uska irada kya hai kuchh to bata do mujhe usko bhulaun kaise itna bata do mujhe uska irada kya hai kuchh to bata do mujhe jane kyu baar baar baar mera dil mujhe kahe usse mil mujhe kahe usse mil jane kyu baar baar baar mera dil mujhe kahe usse mil mujhe kahe usse mil
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmm jaane na nazar pehchaane jigar ye kaun jo dil par chhaya mera ang ang muskaaya mera ang ang muskaaya jaane na nazar pehchaane jigar ye kaun jo dil par chhaya mera ang ang muskaaya mera ang ang muskaaya aawaaz ye kiski aati hai jo chhed ke dil kho jaati hai aawaaz ye kiski aati hai jo chhed ke dil kho jaati hai main sun ke jise sharmaa jaaun hai kaun jo mujh mein samaaya mera ang ang muskaaya mera ang ang muskaaya jaane na nazar pehchaane jigar ye kaun jo dil par chhaya mujhe roz roz tadpaaya mujhe roz roz tadpaaya dhoondhenge use hum taaron mein saawan ki thandi bahaaron mein dhoondhenge use hum taaron mein saawan ki thandi bahaaron mein par hum bhi kisi se kam to nahin kyun roop ko apne chhupaaya mujhe roz roz tadpaaya mujhe roz roz tadpaaya jaane na nazar pehchaane jigar ye kaun jo dil par chhaya mera ang ang muskaaya mera ang ang muskaaya bin dekhe jisko pyaar karun gar dekhun usko jaan bhi doon bin dekhe jisko pyaar karun
jane wale sipahi se puchho woh kahan jaa raha hai jane wale sipahi se puchho woh kahan jaa raha hai ishq hai qaatil e zindgani khoon se tar hai uski kahaani haay masoom bachpan ki yaaden haay do roz ki naujawani jane wale sipahi se puchho woh kahan jaa raha hai jane wale sipahi se puchho woh kahan jaa raha hai kaise sehme hue hain nazare kaise dar dar ke chalte hain taare kya jawani ka khoon ho raha hai sukr hai anchalon ke kinaare jane wale sipahi se puchho woh kahan jaa raha hai jane wale sipahi se puchho woh kahan jaa raha hai kaun dukhiya hai jo gaa rahi hai bhukhe bachon ko behla rahi hai laash jalne ki boo aa rahi hai zindagi hai ki chilla rahi hai jane wale sipahi se puchho woh kahan jaa raha hai jane wale sipahi se puchho woh kahan jaa raha hai jane wale sipahi se puchho woh kahan jaa raha hai jane wale sipahi se puchho woh kahan jaa raha hai
o jaaneman jaaneman tere do nayan chori chori le ke gaye dekho mera mann jaaneman jaaneman jaaneman mere do nayan chor nahin sajan tum se hi khoya hoga kahin tumhara mann jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman tere do nayan chori chori le ke gaye dekho mera mann jaaneman jaaneman jaaneman mere do nayan chor nahin sajan tum se hi khoya hoga kahin tumhara mann jaaneman jaaneman haan jaaneman tod de dilon ki doori aisi kya hai majboori dil dil se milne de haan abhi to huyi hai yaari abhi se ye beqarari din to zara dhalne de tod de dilon ki doori aisi kya hai majboori dil dil se milne de haan abhi to huyi hai yaari abhi se ye beqarari din to zara dhalne de yahi sunte samjhte guzar gaye jaane kitne hi saawan o jaaneman jaaneman tere do nayan chori chori le ke gaye dekho mera mann jaaneman jaaneman jaaneman mere do nain chor nahin sajan tum se hi khoya hoga kahin tumhara mann jaaneman jaaneman jaaneman sang sang chale mere maare aage peechhe phere samjhon main tere
jaaneman jaaneman palat teri nazar yahaan hai dil tera dekhta hai kidhar jaaneman jaaneman palat teri nazar yahaan hai dil tera dekhta hai kidhar mila le dil se dil pyaar se pyaar kar udhar to raat hai savera hai idhar jaaneman jaaneman palat teri nazar yahaan hai dil tera dekhta hai kidhar jaaneman jaaneman teri jawaani ke sadke hum bhi hanseen kam nahin are teri jawaani ke sadke hum bhi hanseen kam nahin teri judaayi ka ghum hai warna koi ghum nahin bahut chaalaak hain ban raha bekhabar pyaar ke jaadoo ka ho raha hai asar jaaneman jaaneman palat teri nazar yahaan hai dil tera dekhta hai kidhar jaaneman tere liye hi bani hoon main sab mein shaamil nahin hoo tere liye hi bani hoon main sab mein shaamil nahin dil se zara poochh apne kya main tera dil nahin naya hai silsilaa naya hai ye safar nayi hain manzilen magar hai ik dagar jaaneman jaaneman palat teri nazar yahaan hai dil tera dekhta hai kidhar mila le dil se dil pyaar se pyaar kar udhar to raat hai savera hai
jangal mein jangal mein mor naacha kisi ne na dekha jangal mein mor naacha kisi ne na dekha haaye hum jo thodi si pee ke zara jhoomen haaye re sab ne dekha jangal mein jangal mein mor naacha kisi ne na dekha haaye hum jo thodi si pee ke zara jhoomen haaye re sab ne dekha jangal mein mor naacha kisi ne na dekha gori ki gol gol aankhiyaan sharaabi kar chuki hai kaison kaison ki kharaabi gori ki gol gol aankhiyaan sharaabi kar chuki hai kaison kaison ki kharaabi inka ye zor zulm kisi ne na dekha hum jo thodi si pee ke zara jhoomen haaye re sab ne dekha jangal mein jangal mein mor naacha kisi ne na dekha haaye hum jo thodi si pee ke zara jhoomen haaye re sab ne dekha jangal mein mor naacha kisi ne na dekha kisi ko hare hare not ka nasha hai kisi ko boot suit koat ka nasha hai yaaro humen to nautaang ka nasha hai hum jo thodi si pee ke zara jhoomen haaye re sab ne dekha jangal mein jangal mein mor naacha kisi ne na dekha haaye hum jo thodi si pee ke zara jhoomen haaye
janmabhoomi maa main yahaan tu wahaan tujhse door jaa rahaa main jaane kahaan janmabhoomi maa main yahaan tu wahaan tujhse door jaa rahaa main jaane kahaan janmabhoomi maa bhagyawash maine jo hai kho di yaad aati wo teri godi bhagyawash maine jo hai kho di yaad aati wo teri godi kyun satana charan maa karna kshama janmabhoomi maa main yahaan tu wahaan tujhse door jaa rahaa main jaane kahaan janmabhoomi maa ye jo apne beech hai doori ye hai maa kismat ki majboori ye jo apne beech hai doori ye hai maa kismat ki majboori tu to hai janani meri aatma janmabhoomi maa main yahaan tu wahaan tujhse door jaa rahaa main jaane kahaan janmabhoomi maa tujhse shaayad ab na mil paaun rona mat maa jo na ghar aaun tujhse shaayad ab na mil paaun rona mat maa jo na ghar aaun hai abhi baaki mera imtehaan janmabhoomi maa main yahaan tu wahaan tujhse door jaa rahaa main jaane kahaan janmabhoomi maa
jannat hai dekhni to kisi dil mein aashiyaan bana jannat hai dekhni to kisi dil mein aashiyaan bana phoolon ki ek zameen bana geeton ka aasmaan bana pyaar ki anjuman mein aa ban ja aaftaab hai jo suroor e ishq to paani bhi hai sharaab paani bhi hai sharaab kismat na jo mita sake aisa koi nishaan bana jannat hai dekhni to kisi dil mein aashiyaan bana khushboo e gul to ek hai rangat juda juda fark e nazar mita de to banda hi hai khuda banda hi hai khuda koi na gair ho jahan aisa bhi ek jahaan bana jannat hai dekhni to kisi dil mein aashiyaan bana waqt ki sooni raah mein hasti hai ek mukaam aur ye mukaam tab talak jab tak chhalke jaam jab tak chhalke jaam duniya ka saath chhod de khwaabon ka kaarvaan bana jannat hai dekhni to kisi dil mein aashiyaan bana phoolon ki ek zameen bana geeton ka aasmaan bana
zara sa zara sa woh oh ho oh lage tu khafa sa woh oh ho oh zara sa zara sa woh oh ho oh gilaah bewajaah sa woh oh ho oh tere hi liye tujhse hoon judaa jannatein kahan bin huye fanaa woh oh ho oh oo woh oh ho oh woh oh ho oh oo woh oh zara sa zara sa woh oh ho oh mujhe hai gumaan sa woh oh ho oh zara sa zara sa woh oh ho oh abhi hai nasha sa woh oh ho oh tere hi liye tujhse hoon judaa jannatein kahan bin huye fanaa woh oh ho oh oo woh oh ho oh woh oh ho oh oo woh oh ab ik dhuaan sa dikhta hai jo bhi likhun main mitata hai do pal mein hi woh baatein woh raatein woh yaadein kisi ki chhootati hi jaa rahi hai tootati hi jaa rahi hai woh har kadi inn saason ko aahon ko mere gunaaho ki mil rahi hai koi saza jannatein kahan bin huye fanaa woh oh ho oh woh oh ho oh woh oh ho oh woh oh ho woh oh ho oh woh oh ho oh woh oh ho oh woh oh ho
aaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa jao jao nand ke lala tum jhoothe tumse naa bolungi jao jao nand ke lala tum jhoothe tumse naa bolungi chhodo chhodo mori baiyan tum jhoothe tum se naa bolungi kaisa tilak kahan ki maala kaisa tilak kahan ki maala tan kala tera mann bhi kaala tan kala tera mann bhi kaala rahne bhi do bahut jaadu dala aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa jao jao jao jao nand ke lala tum jhoothe tum se naa bolungi chhodo chhodo mori baiyan tum jhoothe tum se naa bolungi anpadh radha sab kuchh jaane anpadh radha sab kuchh jaane tumhri to nas nas pahchane tumhri to nas nas pahchane kisko aaye muraliya sunane aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa jao jao jao jao nand ke lala tum jhoothe tum se naa bolungi chhodo chhodo mori baiyan tum jhoothe tum se naa bolungi jao jao jao jao jao jao jao jao jao jao jao jao
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm jaaun kahan bata aye dil duniya badi hai sang dil chandani aayi ghar jalaane soojhe na koi manzil jaaun kahan bata aye dil ban ke toote yahaan aarzoo ke mehal ye zameen aasmaan bhi gaye hain badal kehti hai zindagi iss jahan se nikal kehti hai zindagi iss jahan se nikal jaaun kahan bata aye dil duniya badi hai sang dil chandani aayi ghar jalaane soojhe na koi manzil jaaun kahan bata aye dil haaye is paar to aansuon ki dagar jaane us paar kya ho kise hai khabar thokaren kha rahi har kadam par nazar thokaren kha rahi har kadam par nazar jaaun kahan bata aye dil duniya badi hai sang dil chandani aayi ghar jalaane soojhe na koi manzil jaaun kahan bata aye dil
jaaun tore charan kamal par waari jaaun tore charan kamal par waari hey gopal govind muraari hey gopal govind muraari sharnaagat hoon dwaar tihaar jaaun tore charan kamal par waari jaaaaaaaun tore charan kamal par waari kitna ghana bana andhiyaara kitna ghana bana andhiyaara ghultaa main saara kaa saara ghultaa main saara kaa saara tu hi meraaa ek adhaaaaaaar aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa ga re pa ga dha pa dha pa ga re ga pa dha re re ga ga re sa dha pa ga re ga pa dha sa re sa sa dha pa dha dha pa ga pa ma ga re ga ga re sa re ga re ga pa ga pa dha sa dha pa ga re sa tu hi mera ek aadhaaar sharnaagat hoon dwaar tihaar jaaun tore charan kamal par waari jaaun tore charan kamal par waari san na na na na na na sa na na na pawan jhakora aata sa na na na pawan jhakora aata haara mann kapta ghabraata haara mann kapta ghabraata toot raha saanson kaa taar aaaaaaaa toot raha saanson kaa taar sharnaagat hoon dwaar tihaar jaaun tore charan kamal par waari
jap jap jap jap jap re jap jap jap jap jap re jap jap jap jap jap mere manva jap re preet ki mala hoye jap re preet ki mala jap jap jap jap jap re preet hai devi preet hai devi preet shivaala jap re preet ki mala jap jap jap jap jap re hoye jap re hoye jap re jap re jap re preet se badh kar meet naa koi preet se aage reet naa koi preet se badh kar meet naa koi preet se aage reet naa koi chhod jagat ko jogi ban jaa chhod jagat ko jogi ban jaa odh ke preet dushala haan jap re preet ki mala jap jap jap jap jap re jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap re jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap re jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap prem nagar ka baasi ho jaa doob ke iss sagar mein kho jaa prem nagar ka baasi ho jaa doob ke iss sagar mein kho jaa agar lagan hai teri saanchi darshan degi baala ho darshan degi baala jap re preet ki mala jap jap jap jap jap re jap jap jap jap jap jap jap
Jashan E Baharaa Mehfil E Yaara Abaad Rahe, Ho Aaj Ki Raat Sabko Yaad Rahe
jaata kahaan hai deewane sab kuchh yahaan hai sanam baaki ke sare fasaane jhuthe hain teri kasam fifty kuchh tere dil mein fifty kuchh mere dil mein fifty zamaanaa hai bura pehloo badalne lage ghabra ke chalne lage aankhen mili bhi nahin yunhi sambhalne lage aji suniye huzur jana hum se na door aji suniye huzur dekho dil hai kisi ka jalana bura jaata kahaan hai deewane sab kuchh yahaan hai sanam baaki ke sare fasaane jhuthe hain teri kasam fifty kuchh tere dil mein fifty kuchh mere dil mein fifty zamaanaa hai bura saiyaad hai tu magar mujh ko na yun tan ke dekh naa jaa zara ek bar qaidi mera ban ke dekh mano mano meri baat ye hai pehli mulakat mano mano meri baat dekho pehlun se uth ke hai jaana bura jaata kahaan hai deewane sab kuchh yahaan hai sanam baaki ke sare fasaane jhuthe hain teri kasam fifty kuchh tere dil mein fifty kuchh mere dil mein fifty zamaanaa hai bura
jawaan hai jahaan jhoom uthi har nazar main hoon ke hai zindagi zehar main hoon ke hai zindagi zehar nazar dhundhati hai naa jaane kise nazar dhundhati hai naa jaane kise ye armaan bulaate hain jaane kise ye armaan bulaate hain jaane kise aaaaaaa aaaaa aaaa aaaaa huyi muddaten soona soona hai ghar main hoon ke hai zindagi zehar main hoon ke hai zindagi zehar ooooo ooooo ooooo ooooo haaye teri bewafaai ooooo ooooo ooooo ooooo haaye teri bewafaai mujhe maut bhi naa aayi mujhe maut bhi naa aayi meri har duaa har sadaa beasar main hoon ke hai zindagi zehar main hoon ke hai zindagi zehar jalaayenge aise zamaane ko hum kiye jisne dil pe ye laakhon sitam kiye jisne dil pe ye laakhon sitam aankh se jitne aansoon tapke ban gaye aaj sitaare intezaar mein ab naa jalenge do naina matwale rulaayenge aise zamaane ko hum rulaayenge aise zamaane ko hum kiye jisne dil pe ye laakhon sitam kiye jisne dil pe ye laakhon sitam
jawaan hai muhabbat haseen hai zamaana lootaya hai dil ne khushi ka khazana jawaan hai muhabbat haseen hai zamaana lootaya hai dil ne khushi ka khazana muhabbat karen khush rahen muskuraaye khush rahen muskuraaye muhabbat karen khush rahen muskuraaye khush rahen muskuraaye naa sochen humen kya kahega zamaana kya kahega zamaana jawaan hai muhabbat haseen hai zamaana lootaya hai dil ne khushi ka khazana abhi tak mujhe yaad hai wo kahaani yaad hai wo kahaani abhi tak mujhe yaad hai wo kahaani yaad hai wo kahaani naa bhulega bachpan kaa rangeen zamaana haan rangeen zamaana jawaan hai muhabbat haseen hai zamaana lootaya hai dil ne khushi ka khazana yahaan aankhon aankhon mein baaten huyin hain yahaan aankhon aankhon mein baaten huyin hain kisi ne naa dekha kisi ne naa jaana haan kisi ne naa jaana jawaan hai muhabbat haseen hai zamaana lootaya hai dil ne khushi ka khazana tum aaye ke bachpan mera laut aaya laut aaya tum aaye ke bachpan mera laut aaya laut aaya mila hai
khudara yun na dil todo ladakpan ki ye zid chhodo jawaan ho mashaalla tum jawaan ho mashaalla tum jawaan ho khudara yun na dil todo ladakpan ki ye zid chhodo jawaan ho mashaalla tum jawaan ho mashaalla tum jawaan ho agar tum chaand se mathe pe apni zulf lehra do to mera dil dua dega agar tum chaand se mathe pe apni zulf lehra do to mera dil dua dega agar apni kamar ko ek zara hole se lachka do jo mangogi khuda dega khuda ne hi jawaani di jawaani ka na haq chheeno jawaan ho mashaalla tum jawaan ho mashaalla tum jawaan ho khudara yun na dil todo ladakpan ki ye zid chhodo jawaan ho mashaalla tum jawaan ho mashaalla tum jawaan ho suna to hoga tumne zindgi ek baar milti hai dubara mil nahin sakti jawaani ki kali bhi umr mein ek baar khilti hai dubara khil nahin sakti mohabbat ke yahi din hain mohabbat ko na thukrao jawaan ho mashaalla tum jawaan ho mashaalla tum jawaan ho khudara yun na dil todo ladakpan ki ye zid chhodo jawaan ho mashaalla tum jawaan ho mashaalla tum
jawaan ho ya budhiya ya nanhi se gudiya kuchh bhi ho aurat zehar ki hai pudiya jawaan ho ya budhiya ya nanhi se gudiya kuchh bhi ho aurat zehar ki hai pudiya maare pistol se na kaate talwaar se mard ko gulaam ye banaye bade pyaar se are maare pistol se na kaate talwaar se mard ko gulaam ye banaye bade pyaar se kabhi iqraar se kabhi inkaar se kabhi iqraar se kabhi inkaar se kajre ki dhaar se ya baalon ke singaar se isliye kehta hoon daro daro naar se daro daro naar se jawaan ho ya budhiya ya nanhi se gudiya kuchh bhi ho aurat zehar ki hai pudiya ho nahin sakta ye kaam bhagwan ka nuskha jaroor ye to hoga saitaan ka ho nahin sakta ye kaam bhagwan ka nuskha jaroor ye to hoga saitaan ka chaar bunde nakhra aath bunde jhagra chaar bunde nakhra aath bunde jhagra jhooth bara bunden to sola bunden lafda wah wah wah wah kaisa banaya tune ragda banaya tune ragda jawaan ho ya budhiya ya nanhi se gudiya kuchh bhi ho aurat zehar ki hai pudiya chalne mein tej jaise sui ghadiyal ki
jawaan jawaan husn ke rangeen ye kafile aawaaz dete mujhe aa aa aa bhi jaa jawaan jawaan husn ke rangeen ye kafile aawaaz dete mujhe aa aa aa bhi jaa jawaan jawaan husn ke bikhri hai mahakti saanson ki khushboo madhosh hawaon mein simti hai mohabbat ke saaye palkon ki nasheeli chhaon mein aankhon ka ishara hua o o dil gaya dil ko sahara koi o o mil gaya aankhon ka ishara hua o jaane jigar khamosh nazar ban gayi dhadakte dil ki dua jawaan jawaan pyaar ke rangeen ye kafile awaaz dete mujhe aa aa aa bhi jaa jawaan jawaan pyaar ke saaqi hai bani chanchal bijli chhalke hai ghata se paymaane ab in tufaanon mein dil ka kya hoga haal khuda jaane chhaya to kabhi nahin tha o o ye nasha khud bhi na jaanun mujhe o o kya hua chhaya to kabhi nahin tha behke nadaan armaan jawaan ab hosh kise hai hum hai kahaan jawaan jawaan husn ke oooo rangeen ye kafile haaaaa aawaaz dete mujhe haaaa aa aa aa bhi jaa jawaan jawaan husn ke oooo rangeen ye kafile haaaaa aawaaz dete mujhe haaaa aa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jane Kyun Bar Bar Mera Dil Paisa Ya Pyar (1969) 03:44 32750
 
Poster of Paisa Ya Pyar (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:44   Song Number : 32750   

Jane Na Nazar Pehchaane Aah (1953) 04:03 20617
 
Poster of Aah (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Nargis, Raj Kapoor
Duration : 04:03   Song Number : 20617   

Jane Wale Sipahi Se Puchho Usne Kaha Tha (1960) 03:59 40222
 
Poster of Usne Kaha Tha (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Makhdoom Mohiuddin
Music Director- 
Salil Chowdhury
Duration : 03:59   Song Number : 40222   

Janeman Janeman Chhoti Si Baat (1975) 05:08 20648
 
Poster of Chhoti Si Baat (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
Duration : 05:08   Song Number : 20648   

Janeman Janeman Kaho Naa Pyaar Hai (2000) 05:06 20619
 
Poster of Kaho Naa Pyaar Hai (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Asha Bhosle, Chorus
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Amisha Patel
Duration : 05:06   Song Number : 20619   

Jangal Mein Mor Nacha Madhumati (1958) 03:08 13644
 
Poster of Madhumati (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:08   Song Number : 13644   

Janmabhoomi Maa Netaji Subhash Chandra Bose (1966) 05:09 32125
 
Poster of Netaji Subhash Chandra Bose (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Abhi Bhattacharya
Duration : 05:09   Song Number : 32125   

Jannat Hai Dekhni Shatranj Ke Mohre (1974) 03:38 36991
 
Poster of Shatranj Ke Mohre (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rakesh Pandey, Neetu Singh
Duration : 03:38   Song Number : 36991   

Jannatein Kahan Jannat 2 (2012) 03:47 17062
 
Poster of Jannat 2 (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Music Director- 
Pritam Chakravarty
Singer- 
Kk, Mohit Chauhan
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi
Duration : 03:47   Song Number : 17062   

Jao Jao Nand Ke Lala Rangoli (1962) 03:43 37590
 
Poster of Rangoli (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:43   Song Number : 37590   

Jaoon Kahan Bata Ae Dil Chhoti Bahen (1959) 03:48 20624
 
Poster of Chhoti Bahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rahman, Nanda, Shobha Khote
Raag- 
Jhenjhuti
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:48   Song Number : 20624   

Jaoon Tore Charan Sur Sangam (1985) 06:51 14299
 
Poster of Sur Sangam (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Vasant Dev
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jaya Prada, Sachin
Raag- 
Bhupali
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:51   Song Number : 14299   

Jap Jap Jap Jap Re Sharada (1957) 03:29 14232
 
Poster of Sharada (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:29   Song Number : 14232   

Jashan E Baharaa Abdullah (1980) 04:01 32286
 
Poster of Abdullah (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 04:01   Song Number : 32286   

Jata Kahan Hai Deewane C I D (1956) 04:03 20650
 
Poster of C I D (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:03   Song Number : 20650   

Jawaan Hai Jahaan Naya Ghar (1953) 03:59 16282
 
Poster of Naya Ghar (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:59   Song Number : 16282   

Jawaan Hai Muhabbat Anmol Ghadi (1946) 03:24 20651
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:24   Song Number : 20651   

Jawaan Ho Mashaalla Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966) 04:35 38041
 
Poster of Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Saira Banu, Joy Mukherjee
Duration : 04:35   Song Number : 38041   

Jawaan Ho Ya Budhiya Bhabhi (1957) 03:27 12895
 
Poster of Bhabhi (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jagdeep
Duration : 03:27   Song Number : 12895   

Jawaan Jawaan Husn Ke Adventures Of Robinhood (1965) 04:30 38382
 
Poster of Adventures Of Robinhood (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
G S Kohali
On Screen Actors- 
Parveen Choudhary
Duration : 04:30   Song Number : 38382